
Maan ka Mahabharath | Moments with Megha | S01EP03
Mahabharat sirf ek kahani nahi, shayad humari life ka reflection bhi hai.
Humare andar bhi majboori hai, ego hai, self-respect hai, confidence hai, strength hai aur woh conscience bhi hai jo humein sahi raasta dikhata hai.
Is episode mein Mahabharat ke kirdaron ko humari zindagi ke alag-alag pehluon se dekha gaya hai — Krishna humari conscience, Duryodhan humara ego, Draupadi self-respect, Arjun karm aur Shakuni humara mann.
Kabhi humari ladai relationships mein hoti hai, kabhi difficult decisions mein aur kabhi khud ke ego ko samajhne ya haraane mein.
Kurukshetra shayad koi bahar ki jagah…
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.