
🩹 Hidden Scars: Breaking the Silence | Bullying, Trauma & Healing | 🎙️ Kahani Abhi Baki Hai
Kabhi kabhi sabse gehre zakhm woh hote hain jo dikhte nahi...
Kahani Abhi Baki Hai ke is emotional episode mein, Sriya apni zindagi ke un mushkil panne kholti hain jinke baare mein baat karna bhi bahut himmat maangta hai.
Dark skin ki wajah se school aur doston ke beech bullying, apno se mile dhokhe, bachpan mein sexual abuse, aur us trauma ke saath jeena... Sriya apni kahani bina kisi filter ke share karti hain.
Lekin yeh sirf dard ki kahani nahi hai.
Yeh us ladki ki kahani hai jisne apni awaaz wapas paayi. Jisne apne parents ko sach bataya, jinhone uska saath diya aur usse yakeen dilaya ki…
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.