
Gauri: A Love Story Written by Destiny | A Banaras Love Story ❤️ | Khushei Ki Duniya
What if the love you are searching for… was written by destiny long before your story even began? 🌙❤️
Banaras ki ek khoobsurat haveli mein rehne wali Gauri ke dil mein hai ek chhoti si tamanna — sachcha prem.
Par Gauri ki kahani jitni simple nazar aati hai, utni hai nahi…
Ganga ke kinare ki woh raat, ek anjaani si pehchaan, ek purani kahani aur ek aisa raaz… jo shayad do dilon ko sirf is janam mein nahi, balki kisi aur waqt se jodta hai.
Kya kuch prem kahaniyan waqt se bhi purani hoti hain?
Kya destiny un logon ko dobara mila sakti hai jo ek-doosre ke liye bane hon?
Suniye Gauri: A Love Story…
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.