skinny.

Latest / Moments with Megha

Moments with Megha | Introduction

Har kahani ke peeche ek ehsaas hota hai.

Main hoon Megha. Mujhe hamesha se kahaniyan likhna aur apni awaaz mein record karna pasand raha hai.

Lekin yeh kahaniyan sirf kahaniyan nahi hain. Yeh meri roz ki zindagi se aaye experiences hain — kuch acchi baatein, kuch sochne par majboor karne wale moments, aur kuch aise ehsaas jo dil ke kareeb reh jaate hain.

Ab maine socha ki in baaton ko sirf apne tak kyun rakha jaaye? Kyun na inhe aapke saath share kiya jaaye?

Shayad meri kisi kahani mein aapko apni kahani ka koi hissa mil jaaye.

Aur agar aap bhi kisi experience se relate karein, toh shayad woh…

Log in to save or queue this episode.

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.