skinny.

Latest / Khushei Ki Duniya

🕯️👣 वापसी: एक श्राप की 👣🕯️🎙️🌙 A Spooky Saturday Original by Khushei Ki Duniya 🌙🎙️

Kya sach mein kisi be-gunaah insaan ki baddua saalon tak zinda reh sakti hai?

Mahesh ne sirf apne purane ghar ko renovate karwana chaha tha. Lekin usse nahi pata tha ki us ghar ki deewaron ke neeche ek aisa raaz dafan hai jo saalon se andhere mein qaid tha...

Renovation ke baad Mahesh ka vyavhaar badalne lagta hai. Raaton ko ajeeb cheekhen, deewar par chalti parchhaiyan, aur ek aisi maujoodgi jo dheere-dheere uski zindagi par kabza kar leti hai.

Phir saamne aati hai Kaalnath ki kahani...

Ek be-gunaah tantrik, jise jhoothe ilzaam mein zinda kuen mein dafan kar diya gaya tha.

Marte waqt di gayi…

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.