skinny.

Latest / Khushei Ki Duniya

🪷✨️तुम प्रेम हो मेरे ✨🪷

Vasudha ek simple ladki thi… par uske andar ek alag si pyaas thi — Bhagwan ko dhoondhne ki.Logon ne kaha, “Mathura jao… wahan tumhe Krishna milenge.”Aur wo nikal padi… ek vada karke —“Main Krishna ko saath leke hi lautungi.”Mathura ki galiyon mein, ghato par, mandiron ke beech… usse mila ek insaan —Krishna.Par wo Bhagwan nahi tha… ya shayad tha?Usne kaha —"Krishna kisi sthan mein nahi, insaan mein milte hain."Par Vasudha ko yakeen nahi tha…Phir shuru hota hai ek safar —Brahman Ghat, Chintaharan Mahadev, Govardhan parikrama…Aur dheere dheere, sawal badalne lagte hain…Kya Bhagwan ko dhoondhna…

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.