skinny.

Latest / Shayari Saarita

Na mohabbat na dosti ke liye, Waqt ruktaa nahi kisi ke liye - Sudarshan Faakir

Na mohabbat na dosti ke liye Waqt ruktaa nahi kisi ke liye Dil ko apane sazaa naa de yoonhee Is Zamaane ki berukhee ke liye Kal jawani kaa hashr kyaa hogaa Soch le aaj do ghadee ke liye Har koi pyaar dhooandhtaa hai yahaan Apani tanhaa si zindagi ke liye Waqt ke saath saath chaltaa rahe Yahi behatar hai aadmi ke liye -Sudarshan Faakir Na mohabbat na dosti ke liye/ ना मोहब्बत ना दोस्ती के लिए ना मोहब्बत ना दोस्ती के लिए वक़्त रुकता नही किसी के लिए दिल को अपने सज़ा ना दे यूँही इस ज़माने की बेरुखी के लिए कल जवानी का हश्र क्या होगा सोच ले आज दो घड़ी के लिए हर कोई प्यार ढूँढ़ता है यहाँ अपनी तनहा…

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.