skinny.

Latest / Khushei Ki Duniya

Jinnati: The Curse That Followedđź–¤

Aslam ek chhote se gaon ka seedha-saadha aadmi tha. Gaon mein ek purani kahani mashhoor thi — ek aisi jagah, jahan subah ke waqt jinn apne devtaon ki pooja karne aate hain.

Wahan kisi insaan ka jaana sakht mana tha.

Lekin ek din, Aslam bina jaankari ke subah-subah uss manhoos jagah par pahunch gaya…

Aur ussi pal se uski zindagi badal gayi.

Wapas lautne ke baad, ek Jinnati — ek shakti-shaali female jinn — uske peeche pad gayi.

Strange awaazein, darawne saya, ghar mein ajeeb harkatein… Aslam ki family par ek ajeeb sa saya mandraane laga.

Ek priest ne us jinnati ko rokne ki koshish ki, par woh…

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.