Latest / Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #308 (Surah Yousuf Rukoo 05) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro
(0:08) Manfi khabar ki badnami se bachne ka tareeqa = aise kaam na karna jo badnami ki wajah banein
(1:52) Nikah mein kufu ki ahmiyat
(2:45) 4 imamon ka ittefaq; nikah mein aala aur kamtar ka mayaar
(5:23) Practical way of teaching vs verbal
(6:56) Dabao ke bawajood gunah na karna
(10:43) Gunah se bachna sirf Allah ki taqat se hai
(12:42) Aazmaishain taraqqi ka zariya
(14:42) Ruku 05, Lafzi Tarjuma, Surah Yusuf
(31:25) Jail mein Yusuf (AS) ko 2 naujawano ne apna khwab kyun sunaya?
(34:55) 2 naujawano ko Yusuf (AS) ne tabligh se pehle apna maqam kyun bataya?
(39:59) Tauheed…
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.