
Until I Met You — A Banaras Story ❤️
Kabhi-kabhi kuch safar hum khud choose nahi karte… bas zindagi humein un raaston par le jaati hai jahan humein hona hota hai.Avantika ki life mein kuch cheezein peeche chhoot chuki hain. Kuch rishte, kuch baatein aur ek aisa safar jo kabhi do logon ne saath milkar plan kiya tha.Lekin ab woh safar Avantika ko akela hi poora karna hai.Aur usse le aata hai Banaras.Ganga ke kinaare, purane ghats aur hazaaron kahaniyon ke beech Avantika ki mulaqat hoti hai Rudra se — ek aisa ajnabee jiske saath hui kuch conversations usse life, relationships, regrets aur un cheezon ke baare mein sochne par majboor…
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.