skinny.

Latest / Khushei Ki Duniya

🚪 KNOCK. KNOCK. — Har Dastak Mehmaan Ki Nahi Hoti 🚪🕯️ Spooky Saturday Original | Khushei Ki Duniya

Raat ke 2:17 baje... agar tumhare darwaze par do bachche knock karein... toh kya tum darwaza khologe?

Ek sunsaan pahadi gaon mein saalon se ek hi chetavni di jaati hai...

"Raat ko kisi anjaan dastak ka jawab mat dena."

Lekin jab do masoom se dikhne wale bachche har raat ek hi ghar ke bahar aakar sirf ek baat kehte hain...

"Please... hume andar aane dijiye."

...tab shuru hota hai ek aisa raaz, jahan har koi wahi dekh raha hota hai jo dikhaya ja raha hai.

Kya ye bachche hi is gaon ka shraap hain?

Ya phir...

Asli khauf unke peeche khada hai?

🎧 Lights off kijiye, headphones lagaiye, aur taiyaar…

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.