Latest / Learn Local E-commerce In Pakistan - E-commerce Podcast by Deployers in Pakistan.

Diners Aur Sohaye Ka Ecommerce Case Study: 95 Categories, Meta/Google Ads Ki Ghaltiyan Aur Khaadi IPO Ka Sabaq | Ecommerce Baithak Ep 58
๐๐ฐ๐ผ๐บ๐บ๐ฒ๐ฟ๐ฐ๐ฒ ๐๐ฎ๐ถ๐๐ต๐ฎ๐ธ ๐๐ฝ๐ถ๐๐ผ๐ฑ๐ฒ ๐ฑ๐ด mein humne kiya ๐๐ถ๐ป๐ฒ๐ฟ๐ aur uski women's brand ๐ฆ๐ผ๐ต๐ฎ๐๐ฒ ka poora ๐ฒ๐ฐ๐ผ๐บ๐บ๐ฒ๐ฟ๐ฐ๐ฒ ๐ฐ๐ฎ๐๐ฒ ๐๐๐๐ฑ๐. Episode ki shuruaat ๐๐ต๐ฎ๐ฎ๐ฑ๐ถ ๐ธ๐ฒ ๐๐ฃ๐ข se hoti hai: IPO kya hota hai, company kyun jati hai, shares khareedne walon ko kya milta hai, aur hosts ke mutabiq ๐ฝ๐๐ฏ๐น๐ถ๐ฐ ๐ฑ๐ฎ๐๐ฎ aane se Pakistan ke naye startups ko kya faida ho sakta hai.
Phir Diners ki kahani: ๐ญ๐ต๐ด๐ฒ mein ek shirt se shuruaat, ๐ญ๐ต๐ต๐ฒ mein Karachi mein pehli shop, dealers ko ๐ณ๐ฟ๐ฎ๐ป๐ฐ๐ต๐ถ๐๐ฒ ki offer, aur aaj taqreeban ๐ญ๐ฎ๐ฌ ๐ผ๐๐๐น๐ฒ๐๐. Hosts ke mutabiq Diners ๐ต๐ฑ ๐ฐ๐ฎ๐๐ฒ๐ด๐ผ๐ฟ๐ถ๐ฒ๐ par kaam karta hai (jabke doosre formal brands ke paas 35 se zyada nahi)โฆ
The skinny
The skinny isn't ready yet โ notes appear once the transcript is processed.