skinny.

Latest / YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST

Dushre Shauhar ka Ruhani Mukashfa दूसरे शौहर का रूहानी मुकाशफ़ा @YasarimEl ​

#Romíoṉ71Ai bháiyo, kyá tum nahíṉ jánte, (maiṉ un se kahtá húṉ jo sharíʻat se wáqif haiṉ,) ki jab tak ádmí jítá hai, usí waqt tak sharíʻat us par iḳhtiyár rakhtí hai? 2Chunáṉchi jis ʻaurat ká shauhar maujúd hai, wuh sharíʻat ke muwáfiq apne shauhar kí zindagí tak us ke band meṉ hai; lekin agar shauhar mar gayá, to wuh shauhar kí sharíʻat se chhúṭ gayí. 3Pas agar shauhar ke jíte jí dúsre mard kí ho jáe, to zániya kahláegí; lekin agar shauhar mar jáe, to wuh us sharíʻat se ázád hai, yaháṉ tak kí agar dúsre mard kí ho bhí jáe, to zániya na ṭhahregí. 4Pas ai mere bháiyo, tum bhí Masíh ke badan ke…

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.