skinny.

Latest / Khushei Ki Duniya

Dawai- A True Horror Story | Spooky Saturday💀

Kuch kahaniyaan sach hoti hain… aur kuch sach aisi hoti hain jo raat ke andhere mein aapko bhi daraa sakti hain. 😨

Aaj ki kahani hai Dawai ki — ek chhote se gaon ka sach, jo 30-35 saal purana hai. Papa ke kuch doston ke saath hua ek ajeeb aur bhayankar waaqiya, jahan ek thandi, sunsaan raat mein ek chhota ladka unke raaste par baar-baar nazar aata hai.

Scooter pe waapas aa rahe do dost ko laga pehle shayad ye ek normal bachcha hai… lekin jaise-jaise raat aage badhti hai, woh ladka har mod par unke samne aa jaata hai. Dheere-dheere unhe samajh aata hai — ye koi normal bachcha nahi… ye ek aatma…

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.