Latest / YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST

Khudawand ne har ek chiz khass maqsad ke liye banai @YasarimEl
‘IZ 31Har chíz ká ek mauqa‘, aur har kám ká, jo ásmán ke níche hotá hai, ek waqt hai.AMSÁL 161Dil kí tadbíreṉ insán se haiṉ:Lekin zabán ká jawáb ḲHUDÁWAND kí taraf se hai.2Insán kí nazar meṉ us kí sab rawisheṉ pák haiṉ:Lekin ḲHUDÁWAND rúhoṉ ko jáṉchtá hai.3Apne sab kám ḲHUDÁWAND par chhoṛ de,To tere iráde qáim raheṉge.4 ḲHUDÁWAND ne har ek chíz ḳháss maqsad ke liye banáí;Háṉ, sharíroṉ ko bhí us ne bure din ke liye banáyá.AIYÚB 42: 2Maiṉ jántá huṉ, ki tú sab kuchh kar saktá hai,Aur terá koí iráda ruk nahíṉ saktá.AMSÁL 19: 21Ádmí ke dil meṉ bahut se mansúbe haiṉ;Lekin sirf ḲHUDÁWAND ká iráda hí…
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.