skinny.

Latest / Khushei Ki Duniya

Unplanned Road Trip🚗: A Family Trip That Escaped the Plan ✨ | A Sit-Down Comedy Special 😂🚗”

Kya hota hai jab ek simple Haridwar trip ban jaata hai full-on Nainital adventure? 😭😂

Iss Sit-Down Comedy Exclusive episode mein main share kar rahi hoon ek real, chaotic aur super relatable family journey — jahan plan kuch aur tha… aur destination kuch aur hi nikla!

Mummy aur bhai jo travel bilkul pasand nahi karte vs main aur papa jo har trip ke liye ready 😌✨

Convincing, thoda drama, thodi zid… aur phir ek unexpected twist — “Nainital toh yahin paas hai” 😭

Bas wahi se shuru hoti hai asli kahaani — kaise sabne rokne ki koshish ki, aur kaise hum phir bhi pahunch gaye!

Yeh episode hai full of…

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.