skinny.

Latest / Khushei Ki Duniya

Borrowed Love🪷: Written Against Time | From Kashi, With Love 🌸❤️

Banaras… jahan har gali mein kahaniyan basti hain, aur har mandir mein kuch raaz chup hote hain…

Yeh kahani hai Meera ki — ek aisi ladki jo zinda hai, par jeene ki wajah kho chuki hai.

Apne hi ghar mein parayi… aur duniya se bilkul alag.

Uski duniya sirf ek chhota sa Shiv mandir hai —

jahan bheed nahi aati… par shayad Bhagwan sach mein sunte hain…

Phir ek din…

Us mandir mein aata hai Karthik — ek ladka jo kehta hai,

“Mahadev har jagah same hote hain… bas hum alag soch lete hain…”

Do log… do alag zindagiyan… ek hi jagah par milte hain…

Aur shuru hoti hai ek kahani — jo shayad likhi hi nahi…

The skinny

The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.