
Ghaat- Ek Sacchi Kale Jadu Ki Kahani🎃 | Haloween Special
Dheeraj ek aam ladka tha… par us raat uske saath jo hua, usne uski zindagi hamesha ke liye badal di.
Ek jalta hua matka hawa mein udta hua uske peeche chalne laga — bina hawa ke, bina kisi wajah ke.
Woh jaanta tha, yeh Ghaat hai… ek aisa kaala jadoo jo insaan ki rooh tak pahunch jaata hai.
Jab woh ghar bhaagte hue pahucha, usne teen baar dastak suni…
Aur kisi apne jaise lagne wali awaaz ne usse bulaya.
Pandit ji ke aane ke baad khula raaz — kisne aur kyu unke parivaar par yeh shraap diya tha.
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.