
❤️ Kashi: The Other Side of Love | ✨ Some Stories Change the Way We Love 🌙
Kya har woh shakhs jise hum apne khwaabon mein dekhte hain, sach mein hamare liye bana hota hai? ❤️Shiv Banaras aata hai ek ajeeb se khwaab ke peeche—ek aisi ladki ke peeche, jise woh baar-baar sapne mein dekhta hai, lekin kabhi mila nahi.Phir Banaras ki galiyon mein uski mulaqat hoti hai Kashi se.Kashi… jo khud Banaras ki tarah hai—thodi shaant, thodi beparwah, thodi mysterious aur apne andar bahut saari kahaniyan chhupaye hue.Shiv ko lagta hai ki shayad Kashi wahi ladki hai jise woh apne khwaabon mein dekhta aaya hai. Lekin jaise-jaise dono kareeb aate hain, Shiv ko ek aisi sachchai samajh…
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.