Latest / YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST

SULH MEN PHUT DALNE WALON SE RAHIYE Khabardar सुलह में फूट डालने वालों से रहिए खबरदार
SULH MEN PHUT DALNE WALON SE RAHIYE SAWDHAN सुलह में फूट डालने वालों से रहिए सावधानIfisíoṉ 2:1-22 URDR55[1] Aur us ne tumheṉ bhí zinda kiyá, jab apne qusúron aur gunáhoṉ ke sabab murda the, [2] jin meṉ tum peshtar dunyá kí rawish par chalte the, aur hawá kí ʻamaldárí ke hákim, yaʻní us rúh kí pairawí karte the, jo ab náfarmání ke farzandoṉ meṉ tásír kartí hai; [3] in meṉ ham bhí sab ke sab pahle apne jism kí ḳhwáhishoṉ meṉ zindagí guzárte, aur jism aur ʻaql ke iráde púre karte the, aur dúsroṉ kí mánind tabaʻí taur par gazab ke farzand the: — [4] magar Ḳhudá ne apne rahm kí daulat se, us baṛí…
The skinny
The skinny isn't ready yet — notes appear once the transcript is processed.